maxresdefault-3-1

Vastu shastra for kitchen

इस पोस्ट को हिंदी में पढ़ने के लिए यहां क्लिक करें kitchen vastu tips in hindi , कैसा हो वास्तु के अनुसार रसोई का रंग , रसोई के लिए वास्तु दोष मिटाने के उपाय Aaj ghar ko banane ke liye vyakti sabse pahle vastu shastra ko dekhta hai. Ghar me achhi barkat ke liye vastu shastra ka bahut mahtva hota hai.
Ghar me achhe kaam hote rahe, bure samay se bachne ke liye ghar ki sabhi chijo ko unke banaye gaye niyamo ke anusaar hona chahiye. Jisme se kitchen bhi sahi se vastu shastra ke anusaar hona chahiye. Vastu shastra for kitchen – vastu tips for kitchen” font_container=”tag:h2|text_align:left|color:%23ff0000″]Chaliye jante hai ki kitchen ko vastu shastra ke anusaar kesa hona chahiye. Kitchen layout – direction of kitchen according to vastu” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″]Vastu shastra ke anusaar kitchen ko dakshin- purva kone me banaya jana chahiye, kyonki vastu shastra ke anusaar dakshin – purva disha agni kon hota hai, jo kitchen ke liye ek dum sahi hota hai.
Yadi aapko us taraf kitchen ka layout nahi bethta hai to vastu shastra ke anusaar aap kitchen uttar- pashchim disha me bhi bana sakte hai. Kitchen ke darvaje ki disha” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″]Vastu shastra ke anusaar kitchen ke layout ke saath me kitchen ke darvaaje ki disha bhi sahi honi chahiye.
Vastu shastra ke anusaar kitchen ka darvaaja purva, uttar ya pashchim me hona chahiye. Ye disha kitchen ke darvaaje ke liye ek dum sahi hai. Gas ka sahi jagah hona – vastu for kitchen stove” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″]Vastu shastra ke anusaar kitchen me gas ko kis jagah par hona chahiye uske liye bataya gaya hai. Yah kitchen ka mukhya bhag hota hai. Yah agni ka bhag hai, agni kon iske liye hi hota hai.
Vastu shastra ke anusaar gas dakshin- purva disha me hona jaruri hai. Jab vyakti gas kaam me le raha ho to vah purva disha ki or muh karke khada rahna chahiye. Sink ka sahi jagah par hona – vastu shastra for kitchen sink” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″]Vastu shastra ke anusaar sink ka sahi jagah par hona bahut jaruri hai. Vastu shastra me nal se paani bahne ki disha ko dekha jata hai. Isliye sink ko humesha vastu shastra ke anusaar uttar-purva disha me hona chahiye.
Vastu shastra me bataya gya hai ki sink gas ke paas kabhi nahi hona chahiye. Paani or aag ek dusre ke viprit tatva hote hai. Khidki ka hona” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″]Vastu shastra ke anusaar kitchen me ek khidki hona jaruri hai. Kitchen ki khidki nakaratmakta ko door karti hai. Vastu shastra ke anusaar kitchen me khidki purva disha me honi chahiye. Yah nakaratmakta ko bahar nikaalti hai. Kitchen ka rang ” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″]Vastu shastra ke anusaar kitchen ka rang bhi sahi hona chahiye. Vastu shastra ke anusaar mana gaya hai ki kala rang kitchen ke liye ashubh hota hai.
Vastu ke hisab se kitchen ka rang hara, narangi, laal hona chahiye. Aap chahe to chamkile rang bhi le sakte hai. Fridge ka sahi jagah par hona” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″]Vastu shastra ke anusaar fridge ki jagah ko bhi nirdharit kiya gaya.
Vastu ke anusaar fridge dakshin-pashcim disha me hona chahiye. Yadi ye kone me aata hai to kone se ek feet door rakhe.Ise uttar-purva disha me bilkul na rakhe. Saaman ka bhandaran sahi jagah par hona” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″]Aajkal kitchen me samaan ke bhandaran ki jagah ka sahi hona jaruri hai.Hume khane ka samaan, bartan, crockery aadi samaan ki jarurat hoti hai.
In sabhi chizo ko almari me rakhna chahiye. Yah almari dakshin ya pashchim ki taraf honi chahiye. Vastu ke anusaar anaaj ka bhandaran purvi or uttri disha me nahi hona chahiye. Bijli (light) se chalne wale upkaran ki sahi jagah” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″]Aajkal kitchen me microwave, mixer, oven, heater aadi hote hai, parantu vastu shastra me inhe bhi sahi jagah par rakhne ke liye bataya gaya hai.
Vastu ke anusaar ye chize kitchen me dakshin- purva disha me honi chahiye. Inhe bhul kar bhi uttar-purvi disha me na rakhe.

ये भी पढ़े   वास्तु के अनुसार कैसे सकारात्मक ऊर्जा को बढ़ाएं? - positive energy at home
 
Next Post
gp
मकान वास्तु

गृह प्रवेश के लिए वास्तु टिप्स