Kuch log jyada paise wale hote hai, kuch log bahut zyada khush dikhayi dete hai. Kya aapne kabhi socha hai ye log esa kya karte hai? Ham me se kuch log in baato par dhyan nahi dete hai.
Jisse gharo me ladai, paiso ki kami, dukh se bhara din hota hai. Kabhi kabhi ghar me chote chote badlaav bhi kismat badal dete hai.
Hamare ghar me bedroom ko bhi vastu shastra ke anusaar hona jaruri hai.Ghar me vastu sahi nahi hone se ghar me bahut si pareshaniya aa jati hai.
vastu tips for bedroom
Disha ka sahi hona
Isse ghar ke logo ki health par achha prabhav padt hai, sath hi saath ghar me samridhi aati hai. Vastu shastra me bataya gaya hai ki Bedroom Uttar-purva ya dkshin- purva me nahi hona chahiye.
Isse ghar par galat prabhav pad sakta hai. Ghar me ladai badh sakti hai, saath hi saath health par bhi kharab prabhav pad sakta hai. Bachho ke liye bedroom utttar-pashchim me hona chahiye.
Bed ki disha
Guest room me bed ka sirhana Pashchim ki taraf hona jaruri hai.Vastu shastra me bataya gaya hai ki bed lakdi ka hona achha mana jata hai.Dhatu ka bed nakaratmak prabhav peda karta hai.
Dressing table ka kaanch - vastu tips for dressing table in bedroom in hindi
Bijli (light) ke upkaran na ho
Yadi aapko tv apne bedroom me lagani hai to aap tv ko uchit duri par laga sakte hai. Vastu me tv ka isliye mana kiya gay hai kyunki tv bhi kaanch ki boti hai, jisse sote hue ki parchayi kaanch me dikhayi deti hai.
Kamre me computer, mobile phone jaise upkaran nahi hone chahiye kyonki isse nikalne vali radience kirne hamare liye haani karak hai.
This is custom heading element
Rang hamare mood, health or khushiyo ko bhi prabhavit karta hai. Vastu shastra ke anusaar bedroom ka rang baby pink, cream rang ya off white hona chahiye.
Dhyan rahe bedroom me gahre rang ka istemaal bilkul na kare. Kamra hamesha saaf rahna jaruri hai.
Kharab chize na ho
This is custom heading element
Bedroom me aap mombattiya, perfume rakh sakte hai. Bedroom me mahak ke liye chameli ya lavender kaam me le.