Isse ghar me bahaut si pareshaniya saamne aati hai. Ghar me ashanti ka mahaul bana rehta hai.
Ghar ke vastu dosh ko dur karne aur vastu ke anusar ghar ke hamne niche kuch tips ko bataya hai jo aapke ghar ke liye shubh hai.
Chaliye jante hai ghar ke vastu ke anusar kya kya hona chahiye.
vastu shastra tips for house in hindi - वास्तु टिप्स फॉर होम
Ghar me tulsi ka podha lagana
Tulsi ki pattiyon ko rojana khane se sharir ke bahut se rogo se ladne ke shakti miltli hai.
Vastu shastra ke anusar ghar ke chat par tulsi ka paudha rakhne se ghar par bijali nhi girti. Ghar ke vastu dosh se bachne ke liye ghar me 5 tulsi ke paudhe lagane chahiye.
Saaf safai rakhna
Bhojan banane ke liye
Vastu ke anusar purav disha ke taraff muh karke khana banane se pachan shakti badhti hai.
Sone ke liye
Kyuki isse nind ki pareshani ho jati hai sath he sath vykti ke pachan par asar padta hai.
Namak ka pocha
Ghar se bahar jate samay mata pita ka aashirwaad lekar nikalna chahiye. Jisse hamare upper ka brahaspati aur bhudh sahi hota hai. Yadi vykti ka koi kaam ataka ho vo bhi aasani se pura ho jata hai.
Pravesh dwaar
Ghar ka parvesh dwaar jitna saaf rahega utna paiso ki barkat hogi.
Hamesha ghar ke pravesh par swastik, om, ya shubh- labh ka chinh banana chahiye. Kabhi bhi bina soche samjhe ganesh ji nhi lagana chahiye, sirf ganesh ji dakshin ya uttar mukhi ghar ke bhar he lagana chahiye.
Vivah patrika
Ghar me ho sake to devi devta ki tasvire jyada nhi rakhni chahiye. Yaad rahe bedroom me devi devta ki tasvir bilkul na rakhi ho. Jis kamre me sote hai vaha par tv nhi lagaye isse aapke sharir par ulta prabhav padta hai.
Pani ka bhandar
Yaad rakhe pani ki disha uttar disha hoti hai. Ghar ke kitchan me kabhi bhi neela rang nhi karwana chahiye yeh health ke liye hanikarak hota hai.
Neele rang ko zehar ka sanket mana jata hai. Yadi gas ko aap purav disha me nhi rakh pate to paschim disha me rakhna chahiye.
Aap paschim disha me chota sa kaanch laga sakte hai. Jisse gas ka reflection padta hai.
Main dwaar ki disha
Yadi aapka main dwaar purav aur paschim disha me nhi ho pata to aapko panch dhatu ka swastik chinh main dwaar par lagana hoga.
Yeh negative urja ko khatm karta hai sath he sath positive urja ko ghar me lata hai.
Khidki darwaje
Jaise 2,4,6,8,10 aadi. Ghar ke khidki darwaje khulte vah band hote samay aawaj nhi karne chahiye yah ashubh mana jata hai.