घर में सुख-शांति के लिए वास्तु टिप्स

Vastu tips in hindi for house

[vc_column_text]इस पोस्ट को हिंदी में पढ़ने के लिए यहां क्लिक करें वास्तु शास्त्र के अनुसार घर का नक्शा, [vc_column_text]Bhut se log apne ghar ka nirman karwate samay bahut si baaton ko bhul jate hai yani ki vah vastu ke anusar kuch chizo ko nhi rakhte hai.
Isse ghar me bahaut si pareshaniya saamne aati hai. Ghar me ashanti ka mahaul bana rehta hai.
Ghar ke vastu dosh ko dur karne aur vastu ke anusar ghar ke hamne niche kuch tips ko bataya hai jo aapke ghar ke liye shubh hai.
Chaliye jante hai ghar ke vastu ke anusar kya kya hona chahiye. [vc_custom_heading text=”vastu shastra tips for house in hindi – वास्तु टिप्स फॉर होम” font_container=”tag:h2|text_align:left|color:%23ff0000″][vc_custom_heading text=”Ghar me tulsi ka podha lagana ” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″][vc_column_text]Ghar ke vastu ke liye ghar me tulsi ka paudha jarur lagana chahiye. Yah ek prem ka sanket hota hai.
Tulsi ki pattiyon ko rojana khane se sharir ke bahut se rogo se ladne ke shakti miltli hai.
Vastu shastra ke anusar ghar ke chat par tulsi ka paudha rakhne se ghar par bijali nhi girti. Ghar ke vastu dosh se bachne ke liye ghar me 5 tulsi ke paudhe lagane chahiye. [vc_custom_heading text=”Saaf safai rakhna ” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″][vc_column_text]Vastu shastra ke anusar ghar me east kon yani ke uttar purav ki disha hamesha saaf suthri honi chahiye taki suraj ke kiran sidhi ghar me pade. [vc_custom_heading text=”Bhojan banane ke liye ” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″][vc_column_text]Vastu shastra ke anusar khana banate samay khana banane wale ka muh hamesha purav disha ke taraf rakh ke banaye isse khana accha banata hai.
Vastu ke anusar purav disha ke taraff muh karke khana banane se pachan shakti badhti hai. [vc_custom_heading text=”Sone ke liye” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″][vc_column_text]Vastu ke anusar raat me sote samay sir dakshin disha ke tarf hona chahiye. Ghar ke vastu ke anusar uttar ki disha me sir rahk kar nhi sona chahiye.
Kyuki isse nind ki pareshani ho jati hai sath he sath vykti ke pachan par asar padta hai. [vc_custom_heading text=”Namak ka pocha ” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″][vc_column_text]Ghar ke vastu ke liye ghar me kabhi kabhi namak ka pocha lagana chahiye. Namak ka pocha lagane se negative urja khatm hoti hai.
Ghar se bahar jate samay mata pita ka aashirwaad lekar nikalna chahiye. Jisse hamare upper ka brahaspati aur bhudh sahi hota hai. Yadi vykti ka koi kaam ataka ho vo bhi aasani se pura ho jata hai. [vc_custom_heading text=”Pravesh dwaar ” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″][vc_column_text]Ghar ke vastu ke anusar ghar ka pravesh dwaar hamesha saaf rehana chahiye.
Ghar ka parvesh dwaar jitna saaf rahega utna paiso ki barkat hogi.
Hamesha ghar ke pravesh par swastik, om, ya shubh- labh ka chinh banana chahiye. Kabhi bhi bina soche samjhe ganesh ji nhi lagana chahiye, sirf ganesh ji dakshin ya uttar mukhi ghar ke bhar he lagana chahiye. [vc_custom_heading text=”Vivah patrika ” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″][vc_column_text]Ghar me vastu dosh ka sabse bada karan vivah ke patrika ko fadhna hai yadi aap aisa karte hai to aapka guru vah mangal dosh lag skata hai.
Ghar me ho sake to devi devta ki tasvire jyada nhi rakhni chahiye. Yaad rahe bedroom me devi devta ki tasvir bilkul na rakhi ho. Jis kamre me sote hai vaha par tv nhi lagaye isse aapke sharir par ulta prabhav padta hai. [vc_custom_heading text=”Pani ka bhandar ” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″][vc_column_text]Ghar me vastu ke anusar pani ko rakhne ka sthan uttar ki disha me hona chahiye.
Yaad rakhe pani ki disha uttar disha hoti hai. Ghar ke kitchan me kabhi bhi neela rang nhi karwana chahiye yeh health ke liye hanikarak hota hai.
Neele rang ko zehar ka sanket mana jata hai. Yadi gas ko aap purav disha me nhi rakh pate to paschim disha me rakhna chahiye.
Aap paschim disha me chota sa kaanch laga sakte hai. Jisse gas ka reflection padta hai. [vc_custom_heading text=”Main dwaar ki disha” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″][vc_column_text]Ghar banate samay ghar ka main dwaar hamesha purav aur uttar disha ki tarf hona chahiye.
Yadi aapka main dwaar purav aur paschim disha me nhi ho pata to aapko panch dhatu ka swastik chinh main dwaar par lagana hoga.
Yeh negative urja ko khatm karta hai sath he sath positive urja ko ghar me lata hai. [vc_custom_heading text=”Khidki darwaje ” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23ff0000″][vc_column_text]Ghar ke vastu ke anusar ghar me khidki darwaje hamesha same sankhya me hone chahiye.
Jaise 2,4,6,8,10 aadi. Ghar ke khidki darwaje khulte vah band hote samay aawaj nhi karne chahiye yah ashubh mana jata hai.

ये भी पढ़े   अच्छी सेहत के लिए वास्तु | Best Vastu Tips For Health And Wealth
Previous Post
तुलसी का पौधा कहां लगाएं, तुलसी का पौधा कब लगाएं
पौधे

वास्तु के अनुसार तुलसी का पौधा किस दिशा में लगाना चाहिए?

Next Post
vastu-tips-for-swimming-pool
मकान वास्तु

स्विमिंग पूल से संबंधित वस्तु टिप्स – swimming pool for home vaastu tips